Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHariyali Aur Rasta (1962)
HomeHariyali Aur Rasta (1962)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bol meri taqdeer mein kya hai mere humsafar ab to bata jeevan ke do pehloon hain hariyaali aur raasta kahaan hai mere pyaar ki manzil tu batla tujhko hai pata jeevan ke do pehloon hain hariyaali aur raasta jahaan hum aa ke pahoonche hain wahaan se laut kar jaana nahin mumkin magar mushkil hai duniya se bhi takraana jahaan hum aa ke pahoonche hain wahaan se laut kar jaana nahin mumkin magar mushkil hai duniya se bhi takraana tere liye hum kuchh bhi sahenge tera dard ab dard mera jeevan ke do pehloon hain hariyaali aur raasta bol meri taqdeer mein kya hai mere humsafar ab to bata jeevan ke do pehloon hain hariyaali aur raasta tumhaare khwaab se dilkash nazaara aur kya hoga ke tum mere sahaare ho sahaara aur kya hoga tumhaare khwaab se dilkash nazaara aur kya hoga ke tum mere sahaare ho sahaara aur kya hoga khush hoon tu jis haal mein rakhkhe teri thi teri hoon sada jeevan ke do pehloon hain hariyaali aur raasta kahaan hai mere pyaar ki manzil tu batla tujhko hai pata
aaaaa aaaaa ek tha raaja ek thi raani aao sunaaun unki kahaani aaaaaa aaaaaa ek tha raaja ek thi raani aao sunaaun unki kahaani oooooo oooooo ek tha raaja ek thi raani aao sunaaun unki kahaani oooooo oooooo oooooo oooo the wo bachpan ke saathi ek duje ke deewaane khela karte the milkar milkar gaate the gaane aaaa aaaaa milkar gaate the gaane din the wo ujle raatein suhaani aao sunaaun unki kahaani oooooo oooooo ek tha raaja ek thi raani aao sunaaun unki kahaani wo ude baadlon ke sang wo indra dhanush pe jhoole pariyon ke desh mein pahunche wo is duniya ko bhoole aaaaaaaa wo is duniya ko bhoole baat hai kal ki par hai puraani aao sunaaun unki kahaani oooooo oooooo ek tha raaja ek thi raani aao sunaaun unki kahaani oooooo oooooo oooooo oooo ik din donon ne mil kar kaagaz ki naav banaayi wo naav bahi dam bhar ko phir zor ki aandhi aayi aaaaa aaaaa phir zor ki aandhi aayi naav to kho gayi beh gaya paani aao sunaaun unki kahaani oooooo oooooo ek tha raaja ek thi raani
ibteda e ishq mein hum saari raat jaage allah jane kya hoga aage o maula jaane kya hoga aage dil mein tere ulfat ke bandhne lage dhaage allah jane kya hoga aage o maula jaane kya hoga aage ibteda e ishq mein hum kya kahoon kuchh kahaa nahin jaaye bin kahe bhi rahaa nahin jaaye kya kahoon kuchh kahaa nahin jaaye bin kahe bhi rahaa nahin jaaye raat bhar karwat main badlon dard dil ka sahaa nahin jaaye neend meri aankhon se door door bhaage allah jane kya hoga aage o maula jaane kya hoga aage dil mein tere ulfat ke bandhne lage dhaage allah jane kya hoga aage o maula jaane kya hoga aage ibteda e ishq mein hum dil mein jaagi preet ki jwaala jab se maine hosh sambhaala dil mein jaagi preet ki jwaala jab se maine hosh sambhaala main hoon tere pyaar ki seema tu mera raahi matwala mere mann ki beena mein tere raag jaage allah jane kya hoga aage o maula jaane kya hoga aage ibteda e ishq mein hum saari raat jaage allah jane kya hoga aage o maula jaane kya hoga aage ibteda e
hooooo kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar mera pyaar dhundhataa hoon main mera pyaar dhundhataa hoon main mera pyaar kho gaya hai mera pyaar mera pyaar kho gaya hai mera pyaar aise toofaan mein chhod kar chal diyaa dil ko tod kar ghum ki maujon mein haaye koi chhup gaya munh ko mod kar chhup gaya munh ko mod kar kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar mera pyaar dhundhataa hoon main mera pyaar o hooooooo o hoooo hooo hooo zindgaani udaaas hai wo kahaan kiske paas hai gehri nadiyaa bata de tu mujhko milne ki aas hai mujhko milne ki aas hai kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar mera pyaar dhundhataa hoon main mera pyaar chalti saanson mein shor hai teri yaadon kaa zor hai bhatke dil ko qaraar nahin jaane kaisa ye daur hai jaane kaisa ye daur hai kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar mera pyaar dhundhataa hoon main mera pyaar
laakhon tare aasman mein ek magar dhoonde na mila dekh ke duniyaa ki diwaali dil mera chup chaap jala dil mera chup chaap jala laakhon tare aasman mein ek magar dhoonde na mila ek magar dhoonde na mila kismat ka hai naam magar hai kaam yeh duniyaa waalon ka phoonk diya hai chaman humaare khaabon aur khayaalon ka jee karta hai khud hi ghont de apne armaanon ka gala dekh ke duniyaa ki diwaali dil mera chup chaap jala dil mera chup chaap jala sau sau sadiyon se lambi yeh ghum ki raat nahin dhalati iss andhiyaare ke aage ab aye dil ek nahin chalti hanste hi loot gayi chandani aur uthte hi chaand dhala dekh ke duniyaa ki diwaali dil mera chup chaap jala dil mera chup chaap jala maut hai behtar iss haalat se naam hai jiska majboori kaun musafir tay kar paaya dil se dil ki yeh doori kaanton hi kaanton se gujraa jo raahi iss raah chala dekh ke duniyaa ki diwaali dil mera chup chaap jala dil mera chup chaap jala laakhon tare aasman mein ek magar dhoonde na mila dekh ke
teri yaad dil se bhulaane chala hoon ke khud apni hasti mitaane chala hoon ke khud apni hasti mitaane chala hoon teri yaad dil se bhulaane chala hoon teri yaad dil se ghataaon tumhen saath dena padega ghataaon tumhen saath dena padega main phir aaj aansoon bahaane chala hoon bahaane chala hoon teri yaad dil se bhulaane chala hoon ke khud apni hasti mitaane chala hoon teri yaad dil se kabhi jiss jagah khaab dekhe the maine kabhi jiss jagah khaab dekhe the maine wahin khaak apni udaane chala hoon udaane chala hoon teri yaad dil se bhulaane chala hoon ke khud apni hasti mitaane chala hoon teri yaad dil se ghum e ishq le phoonk de mera daaman ghum e ishq le phoonk de mera daaman main apni lagi yun bhujhaane chala hoon bhujhaane chala hoon teri yaad dil se bhulaane chala hoon ke khud apni hasti mitaane chala hoon teri yaad dil se
ye hariyali aur ye raasta ye hariyali aur ye raasta in raahon par tera mera jeevan bhar ka waasta ye hariyali aur ye raasta ye hariyali aur ye raasta in raahon par tera mera jeevan bhar ka waasta ye hariyali aur ye raasta phula phala hai preet ka angana gaati hoon tere pyaar ki rachna dil ki ye baatein dil mein na rakhna dil ki ye baatein dil mein na rakhna kah do jo kahna hai o more sajna ye hariyali aur ye raasta ye hariyali aur ye raasta in raahon par tera mera jeevan bhar ka waasta ye hariyali aur ye raasta tum rahte ho mere man mein jaise ujala chand ke tan mein jaise khushboo phool badan mein jaise khushboo phool badan mein jaise ye thandak hai mast pawan mein ye hariyali aur ye raasta ye hariyali aur ye raasta in raahon par tera mera jeevan bhar ka waasta ye hariyali aur ye raasta aag ulfat ki dil mein lagi hai dheere dheere badti rahi hai pyaasi koyaliya jalti rahi hai pyaasi koyaliya jalti rahi hai jal jal ke tujhse ye kehti rahi hai ye hariyali aur ye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bol Meri Taqdeer Hariyali Aur Rasta (1962) 04:18 20231
 
Poster of Hariyali Aur Rasta (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Manoj Kumar
Duration : 04:18   Song Number : 20231   

Ek Tha Raaja Ek Thi Raani Hariyali Aur Rasta (1962) 04:51 18080
 
Poster of Hariyali Aur Rasta (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 04:51   Song Number : 18080   

Ibteda E Ishq Mein Hum Hariyali Aur Rasta (1962) 04:36 20573
 
Poster of Hariyali Aur Rasta (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Mala Sinha
Duration : 04:36   Song Number : 20573   

Kho Gaya Hai Mera Hariyali Aur Rasta (1962) 04:04 13321
 
Poster of Hariyali Aur Rasta (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Mala Sinha
Duration : 04:04   Song Number : 13321   

Laakhon Tare Aasman Hariyali Aur Rasta (1962) 04:55 13322
 
Poster of Hariyali Aur Rasta (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Mala Sinha
Duration : 04:55   Song Number : 13322   

Teri Yaad Dil Se Hariyali Aur Rasta (1962) 04:25 21311
 
Poster of Hariyali Aur Rasta (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Mala Sinha
Raag- 
Tilak-Kamod
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:25   Song Number : 21311   

Ye Hariyali Aur Ye Hariyali Aur Rasta (1962) 05:11 32968
 
Poster of Hariyali Aur Rasta (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:11   Song Number : 32968